ٹیکس کیسے وصول کیا جاتا ہے

PAINDO

Siasat.pk - Blogger
اگرچہ تفصیل کے لئے طویل وقت درکار ہوگا لہذا آج کی نشست میں صرف ایک پہلو پر ہی بات کرتے ہیں

ترقی یافتہ ممالک میں ٹیکس نا دینے والوں کے وارننگ کے بعد اکاونٹ منجمد کئے جاتے ہیں اس دوران بھی اگر وہ لوگ عدالت کسی پختہ گارنٹی کے ساتھ اقساط وغیرہ کرا لیں تو معاملات آگے بڑھتے رہتے ہیں

البتہ جو وطیرہ پاکستانی مگر مچھوں کا ٹیکس کے معاملے میں رہا ہے اسکی ان ممالک میں بلکل گنجائش نہیں ہے ۔اسطرح کے لوگوں کی جائیدادیں ضبط کر لی جاتی ہیں اور ان کو ہر خاص وعام کے لئے آکشن بولی پر ڈال دیا جاتا ہے خواہ وہ گھر افس پلازہ یا فیکٹری ہو

اس کی مثال اٹلی کے ایک چھوٹے سے شہر کی اس سائٹ سے لگا لیں http://www.arezzo.astagiudiziaria.com/beni_immobili/index.html

کہ کیسے کیسے مکان اور فیکٹریاں آئے روز کیسے نیلام ہوتی ہیں کبھی کسی تاجر نے ضبطگی پر کوئی احتجاج نہیں کیا

جبکہ ہمارے تاجر خود کو ٹیکس نیٹ میں لائے جانے پر اچھل کود کرتے نظر آتے ہیں

عمران خان صاحب براہ کرم اب جو اثاثے ضبط کئے جا رہے ہیں انکو بھی اسی طرح نیلام کریں اور ملک کو قرضوں کی لعنت سے نجات دلائیں
 
Immu123

Senator (1k+ posts)
Aap ki baat bilkul theek hey. lekin bahar k mulk mein ager koi jobless ho to govt free ghar bhi deti hey almost 1500£ hota hey monthly 1 choti family k lye. Kia pakistani govt wo bhi dey gi? Govt kia facilities dey gi? Ager business mein loss ho raha ho to govt wo compensates karey gee?
 
atifraza

Citizen

Developed countries walon nay pehlay tax ikathay kiye hen phr apni awaam ko sahoolaten di hai,

Aap farma rahay hen, pehlay man-o-salva utray phr tax ka sochain gay.
 
Insaaf4Tyrain

Chief Minister (5k+ posts)
D_wcRFUXsAA86Bq
 
Immu123

Senator (1k+ posts)
Developed countries walon nay pehlay tax ikathay kiye hen phr apni awaam ko sahoolaten di hai,

Aap farma rahay hen, pehlay man-o-salva utray phr tax ka sochain gay.
Free mein koi khuch nahe deta hey. Developed countries mein log is lye tax detey hein un k minimum salary mein bhi ghar ka budget ban jata hey. Mein aap ko uk ki minimum salary mein budget bana ker dekhata hoon aap mujhe pakistan ki minimum salary mein budget bana ker dekha dein.
Kis ney kaha k peheley tax jama kye aur phir awam par lgayae hein? Package hamesha saath ata hey k ketna collect kerna hey aur ketna kahan par lagana hey. Peheley logo ko achi job to de do free education aur health de do phir wo tax bhi de dein gey warna to bhool jao.
 
Salary walon say tax ka takaza kia kis nay hai abhi.

Baat abhi ho rahi hai tajir ki jo aaj tk tax danay say bhagta aaya hai, aur yahan SALES TAX ki baat nahi ho rahi jaisay k Insaaf4MehrunNisa apni post say zahir kerna chahta hai.

Salaried class ya mazdoor tabqay say tax ka bojh tb hi utray ga jb direct taxation ho gi.

UK aur west ki misaalain dainay say pehlay yeh bhee dekh lena chahiye k yahan taxation level hai kitna. 25-30 % of your income goes to tax aur jitni ziada income utna ziada tax, agar aap higher income ko dekho toe tax percentage 40-55 % tk pohanch jati hai.

Phir sahoolaten milti hain, muft main koi kuch nahi deta, yeh khaam khayali hai hamari awaam ki
 
Islamabadiya

Chief Minister (5k+ posts)
TAX aysay wasool kiya jata hay:
Improve system, make it 90% clean atleast
Bring businesses in the cleaned system
let the businesses make money
then force them to pay tax
slash the sales tax by half for now only
once system is in place and everybody is paying 5% or 8%, start increasing gradually
put behind bars the BIG TAX CHORS first
including pti and army folks
everybody will start paying tax
 
Immu123

Senator (1k+ posts)
Salary walon say tax ka takaza kia kis nay hai abhi.

Baat abhi ho rahi hai tajir ki jo aaj tk tax danay say bhagta aaya hai, aur yahan SALES TAX ki baat nahi ho rahi jaisay k Insaaf4MehrunNisa apni post say zahir kerna chahta hai.

Salaried class ya mazdoor tabqay say tax ka bojh tb hi utray ga jb direct taxation ho gi.

UK aur west ki misaalain dainay say pehlay yeh bhee dekh lena chahiye k yahan taxation level hai kitna. 25-30 % of your income goes to tax aur jitni ziada income utna ziada tax, agar aap higher income ko dekho toe tax percentage 40-55 % tk pohanch jati hai.

Phir sahoolaten milti hain, muft main koi kuch nahi deta, yeh khaam khayali hai hamari awaam ki
Sir or madam mein ney west ki example is lye di the k aap sarey pti waley west ki example khud detey ho ager koi nahe dey to. Kia is post mein thread starter ney west ki example nahe di hey? Aur pakistan jo trader strike ker rahe hein wo chotey trader hein ziada sey ziada 40000 ya 50000 kamatey hein. Is mein un ka khud guzara nahe hota hey wo tax q dein. Ab ye nahe kahye ga k wo lakho kamatey hein q k ager wo lakho kamatey to koi bahar mulk nahe jata aur pakistan mein hi koo choti moti dookan khol leta. Aur aap sey kis ney kehe dya k west mein log 55% tak tax detey hein? Business man kisi bhi country ka ho wo apni income hamesha kam aur expence ziada show karata hey aur tax 20% k under hi deta hey.
 
atifraza

Citizen
Sir or madam ...

Look who is talkin'

Jis ko display name say yeh bhee nahi pata k banda hai k bandi.

ziada sey ziada 40000 ya 50000 kamatey hein ...

40k ya 50k per salaried class ka banda tax day sakta hai, in tajiron ko kion mirchain lagti hain tax daitay huye, chahy 20k kamayen, show karen k itna kamaya tha, 40-50k per to tax bhee meager amount hai

ye nahe kahye ga k wo lakho kamatey hein ...

Baki lakhon kamanay ki examples bhee hain, logon nay aik shop say multiple shops aur multiple times progress ker li lekin kamayi sirf 40k hai un ki.

Aur aap sey kis ney kehe dya k west mein log 55% tak tax detey hein?

Kion k men khud 35% tax pay kerta hoon, koi hava say nahi nikal laya, kaho toe tax calculation ki website ka link bhej doon sath.

Jb aap ka her citizen tax deta ho aur her shop walay k pass authentic cash register ho, her shop owner ka aik TAX ID ho jo uss nay her sale k sath customer ko receipt k sath dena ho toe kitna chori ker lain gay.
 
atifraza

Citizen
Immu123 have a look at this

Salary group E 14, Level 1, Table 01.01.2019 - 31.12.2019

monthly amounts

Base salary: 4161.82 €

tax liability. Gross: 4204.23 €
Payroll tax: - € 749.25 (class IV)
Solidarity surcharge: - 41.20 €

Social Insurance. Gross: 4355.72 €
Health insurance: - 337.57 € (rate: 15.50%)
Long-term care insurance: - 77.31 €
Pension insurance: - 405.08 €
Unemployment Vers .: - 54.45 €
Z-verse. VBL: - 75.33 € ( 1.81% / 6.45% )

Total deductions: - 1740.19 € (share: 41.8%)
Monthly gross: 4161.82 €remain net: 2421.63 € (tax year 2019)
detailed payroll tax calculator on rechner24.info
annual amounts

Base salary: 49941.84 €
Annual special payment: 1414.06 €

tax liability. Gross: 51956.00 €
Payroll tax: - 9443.00 € (Class IV)
Solidarity surcharge: - 519.36 €

Social Insurance. Gross: 53773.88 €
Health insurance: - 4167.48 € (rate: 15.50%)
Long-term care insurance: - 954.49 €
Pension insurance: - 5000.97 €
Unemployment vers .: - 672.17 €
Z-verse. VBL: - 929.54 € ( 1.81% / 6.45% )

Total deductions: - 21687.01 € (share: 42.2%)
Annual gross: 51355.90 € avg
. Monthly salary: 4279.65 €
remain net: 29668.89 € (tax year 2019)
detailed payroll tax calculator on rechner24.info

.. E 14 ..123456
Base Pay:4161.82 €4550.35 €4812.70 €5209.41 €5817.26 €5991.78 €
Total gross:4161.82 €4550.35 €4812.70 €5209.41 €5817.26 €5991.78 €
Total net:2421.63 €2605.82 €2729.61 €2909.74 €3173.25 €3248.53 €
 
Immu123

Senator (1k+ posts)
Look who is talkin'

Jis ko display name say yeh bhee nahi pata k banda hai k bandi
Pakistan mein display naam khuch aur screen k peechey khuch aur hona mamool baat hey naam ATIFA aur atif bhai hotey hein. Mein ney bhi pakistan mein kafi lamba time guzara hey to mujhe in cheezo
[/PLAYWIRE] ka pata hey.

40k ya 50k per salaried class ka banda tax day sakta hai, in tajiron ko kion mirchain lagti hain tax daitay huye, chahy 20k kamayen, show karen k itna kamaya tha, 40-50k per to tax bhee meager amount hai

QUOTE]40.50k salaried wala banda pakistan mein apni marzi sey tax nahe deta hey us ki automatic kat jati hey is lye us ko dena parta hey. Zara 1 dafa us k hath mein poori salari de dein aur phir kahein k ab tax do dekhein k konai finger dekhata hey aap ko.[/QUOTE][/PLAYWIRE]

Baki lakhon kamanay ki examples bhee hain, logon nay aik shop say multiple shops aur multiple times progress ker li lekin kamayi sirf 40k hai un ki.

Kion k men khud 35% tax pay kerta hoon, koi hava say nahi nikal laya, kaho toe tax calculation ki website ka link bhej doon sath.

Jb aap ka her citizen tax deta ho aur her shop walay k pass authentic cash register ho, her shop owner ka aik TAX ID ho jo uss nay her sale k sath customer ko receipt k sath dena ho toe kitna chori ker lain gay.

Mein uk mein paida hua hoon aur khud bhi busisman hoon aur taxation perha hua bhi hoon to plz is taxation ka mujhe na batayen plz. Dunya ki her govt peheley benefit deti hey phir tax leti hey lekin pakistan mein koi tax nahe hey isi waja ker log tax nahe detey hein aur aap jese log pakistan sey bhagney k chakkar mei bethey hotey hein. Bahar beth ker patriotism ka naara lagana buhat achi baat hey lekin jo becharey ground mein suffer ker rahe hein un ki kahani alag hey.

Plz meri overseas pakistani sey 1 request hey i know overseas pakistani buhat settled qualified aur patriotic hein ager ye log apni property bech ker honest leader imran khan aur pakistan ki madad karein to pakistan ka sara qarz utar sakta hey.
 
Last edited:

Really, parhay hotay toe yeh na kehtay.

BTW, history utha k dekh lo, kuch kharch kernay k liye pehlay pocket main kuch hona zaroori hai. But tum nay kon sa maan jana hai, so take a UK chill pill

bani banai kheer pe toe saray mazay hotay hen, asal maza kheer bana k khanay main hai
 
Sir mujhe aap k certificate ki zarrorat nahe hey k mein perha likha hoon ya nahe. Tax deney k lye zarrori hey pocket mein pessa ho aur her developed countries peheley saholat di job and business easy kia us k baad tax lia. Lekin chorein aap ko in sab cheezo ka kia pata?

Any way phir aap kab apney hissa ka madad karein gey? Kia khayal hey ager her overseas pakistani apni property sale ker k rent k gher mein rehe ley aur wo pessa pakistan banao fund mein jama kara dey to kia loan khatam nahe ho jaye g pakistan ka?

Baat kerna buhat asan hey aap ney pakistan k lye kia kia? Pakistan sey esucation aur skill hasil kye aur europe mein akar 35% tax ada kar k europe ko mazboot bana rahe hein kia aap apni isi skill sey pakistan ko mazboot nahe bana saktey the.?
 
Janab parhay likhay honay ki sanad bhee toe aap khud he utha laye thay k men taxation parha hua hoon

baki UK main paida huye ho yeh bhee khud medaan main laye baat, koi men nay kisi say birth certificate toe nahi manga tha,

Awaam per kharch kernay k liye bhee zaroori hai k govt k paas paisa ho.

I am a temporary overseas resident that too for somthing which will benefit Pakistan IA, and I am a salaried tax payer too, infact I CAN GIVE YOU A PROOF THAT I DID DO SOMETHING. Iss liye jb koi tajir tax nahi deta toe takleef hoti hai k awam indirect tax say dabtay ja rahay hen aur tajir ki baari aati hai toe sab tajiron ko moat parnay lagti hai

BTW baaton say lagtay nahi tum UK born hahaha
 
Koi bhee banda jis ka mafaad jura hai kharab tax system say woh iss sub ki opposition main he khara ho ga. Chahay UK born ho ya UK palat
 
Dear i really know u you love pakistan. U must be a qualified and skilled who is getting salary? Plz kia aap pakistan ki muhabbat mein apni temporary residence nahe chor saktey hein? Aap k is skill sey pakistan ko buhat fayeda hoga aur phir sab sey bari baat aap ka tax wahen kharach hoga aur aap ko dekha dekhi sab ye kaam karna start ho jaye gey. Aayen hum dono qasam uthatey hein aap apni residence ki qurbani de dei aur pakistan mein life start ker dein and i swear jo shaks tax nahe ga pakistan mein un ko galat kahon ga. Deal? Ya jab apney qurbani deney ki baat aye hey to excuse hoga?
 
Sir jo pakistan mein trade ker raha hey kam az kam wo us shaks jesa to nahe hey na jo pakistan sey taleem le ker jab deney ka waqt aaya to peeth dekha ker europe aur usa ja kar beth gya aur apni education aur tax wahan de raha hey pakistan k bajaye.
 
Immu123

Senator (1k+ posts)
Janab parhay likhay honay ki sanad bhee toe aap khud he utha laye thay k men taxation parha hua hoon

baki UK main paida huye ho yeh bhee khud medaan main laye baat, koi men nay kisi say birth certificate toe nahi manga tha,

Awaam per kharch kernay k liye bhee zaroori hai k govt k paas paisa ho.

I am a temporary overseas resident that too for somthing which will benefit Pakistan IA, and I am a salaried tax payer too, infact I CAN GIVE YOU A PROOF THAT I DID DO SOMETHING. Iss liye jb koi tajir tax nahi deta toe takleef hoti hai k awam indirect tax say dabtay ja rahay hen aur tajir ki baari aati hai toe sab tajiron ko moat parnay lagti hai

BTW baaton say lagtay nahi tum UK born hahaha
Mein paida uk mein hua hoon lekin raise karachi mein hua hoon POC hey mere pas
 
atifraza

Citizen
Dear i really know u you love pakistan. U must be a qualified and skilled who is getting salary? Plz kia aap pakistan ki muhabbat mein apni temporary residence nahe chor saktey hein?
Bacha PhD kernay aaya hoon chala jaon ga, kion utawlay ho rahay ho.
 
atifraza

Citizen
Dear i really know u you love pakistan. U must be a qualified and skilled who is getting salary? Plz kia aap pakistan ki muhabbat mein apni temporary residence nahe chor saktey hein? Aap k is skill sey pakistan ko buhat fayeda hoga aur phir sab sey bari baat aap ka tax wahen kharach hoga aur aap ko dekha dekhi sab ye kaam karna start ho jaye gey. Aayen hum dono qasam uthatey hein aap apni residence ki qurbani de dei aur pakistan mein life start ker dein and i swear jo shaks tax nahe ga pakistan mein un ko galat kahon ga. Deal? Ya jab apney qurbani deney ki baat aye hey to excuse hoga?

I already said, I am paying taxes IN Pakistan, even when I am out of the country, toe salaried class ki toe yun waat lag rahi hai, aur tajir ko tax dainay main masla hai. yeh problem hai bht bari.