وہ کون سی 2 وجوہات ہیں جن کی بناء پر پاکستان اسرائیل کو تسلیم نہیں کرے گا۔

Ali-NZ

Minister (2k+ posts)
Why not?
Most of countries directly in confrontation with Israel are now maintaining friendly relations.
Turkey since 1950s
Egypt since 1980s
Rest of the Arab countries after gulf war
 

CANSUK

Chief Minister (5k+ posts)
Israel is far away from Pakistan no ties however Palestinian muslims are our brothers and very close to our hearts, Israel is killing them like mosquitoes whole world is asleep.
Pakistan is one and only who printed on his green passport Not valid for Israel .
 

Jack Squire

MPA (400+ posts)
Why not?
Most of countries directly in confrontation with Israel are now maintaining friendly relations.
Turkey since 1950s
Egypt since 1980s
Rest of the Arab countries after gulf war
whats the benefit to Pak of accepting them? I don't believe there is anything good that will come of it.
 

Usama Iqbal Khawaja

Politcal Worker (100+ posts)
Why not?
Most of countries directly in confrontation with Israel are now maintaining friendly relations.
Turkey since 1950s
Egypt since 1980s
Rest of the Arab countries after gulf war

کیا باقی دنیا کنویں میں چھلانگ مار دے گی توہم بھی کود جائیں گے ؟
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
pakistan ki baqaa sirf aur sirf deene islam ko poori tarah se apnaane main hai. woh deene islam jo quraan ko theek tarah se samajhne per mabni ho.

mazhab pakistan ki tabahi ka sabab ban sakta hai agar isse jaan na chhurayee gayee.

secularism kisi soorat bhi insaanu ko puraman khushhaal zindagi nahin de sakta is liye keh ye insaanu ko aapas main chheena chhapti ki bunyaad per khadaa kerta hai aik doosre ke khilaaf apne apne zaati mufadaat ke liye.

agar log itni baat theek tarah samajh jaayen aur aik doosre ko samjhaa den to insaaniyat ka saara masla hi hal ho jaata hai. For a detailed explanation of things about the quran, deen of islam and pakistan see HERE and HERE

agar ham asal deene islam ke maanane waale hen to hamaari kisi shakhs ya riyaasat se koi dushmani nahin honi chahiye siwaaye us shakhs ya riyaasat ke jo deene islam ki aqdaar ke hi khilaaf ho. sawaal peda hota hai asal deene islam ki aqdaar kia hen? kia koi aur nazriya un ki baraabari ker sakta hai?

ab hamen ye dekhna hai ham khud kahaan khade hen? kia ham fil haqeeqat musalmaan hen ya bas naam musalmaan rakha huwa hai?


 
Last edited:

Usama Iqbal Khawaja

Politcal Worker (100+ posts)
ٹھیک ہے ۔۔۔ مگر ہم صرف چند مفادات کی بنیاد پر انسانیت کا خون کرنے والوں سے سودا نہیں کر سکتے ہیں۔۔۔ ہم نے تعلقات اصول کی بنیاد پر قائم کرنے ہیں جن کی بنیاد انسانیت ہے