حضرت ابراھیم ع کا اپنے بیٹے اسماعیل ع کو ذبح کرنے کا واقعہ۔

Dr Adam

Prime Minister (20k+ posts)
یہودیوں اور مسیحیوں کے مطابق حضرت اسماعیل کو نہیں بلکہ حضرت اسحاق کو قربان کیا گیا تھا
Have a very close Rabbi friend & he also claims the same, but for me as a devout Muslim my Emaan is on Quran rather than on a claim by anybody else.
I would NOT want to go further on this subject... for me its non debatable.
Hope you will honor my feelings and my sentiments.
Thank you for your understanding.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
یہودیوں اور مسیحیوں کے مطابق حضرت اسماعیل کو نہیں بلکہ حضرت اسحاق کو قربان کیا گیا تھا

azeezam arif kareem sb, kia aap in logoon ko aqalmand samajhte hen jo khudaa aur rasool per jhoote ilzamaat lagaate thakte nahin hen?

aap ko chahiye aap meri tojihaat per ghoro fiker farmaayen in baatun ke baare main. islam deen hai mazhab nahin hai. mazhab mullaan logoon ne khud ghade huwe hen logoon ko bewaqoof banane aur banaaye rakhne ke liye taa keh hukamraan aur sarmayadaar log in ko apne apne maqaasid ke liye istemaal ker saken.

ye baat drust hai keh paighambre khudaa ibraheem ne apne dono baitun ki qurbaani di thi magar asal baat kia hai is ko theek tarah se samajhne ki zaroorat hai. agar aap ki nazar se meri tojihaat guzri hen to aap bhi mujh se itifaaq kiye baghair nahin rahen ge.

paighamber aik tehreek ka baani hota hai aur tehreek qurbaani maangti hai. ye ussi qurbaani ki baat hai kissi ka khudaa ke liye kissi ko jaan se maar dene ki baat nahin hai.

regards and all the best.
 

arifkarim

Prime Minister (20k+ posts)
kia aap in logoon ko aqalmand samajhte hen jo khudaa aur rasool per jhoote ilzamaat lagaate thakte nahin hen?
Quran says Jews and Christians corrupted their holy scriptures. For two thousand years Ishaq was the one that was sacrificed. When prophet Muhammad came it was suddenly Ismael that was sacrificed. Who did this tampering with original holy scripture?
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Then honor Jewish and Christian feelings too who are upset with prophet Muhammad for tampering with their religion by changing sacrifice of Ishaq to Ismael.

azeezam arif karim sb, jab baat haq sach ki ho to phir feelings matter nahin kertin. haan kissi ki baat ko daleel se qabool ya rad kerna zaroori hota hai. kissi ko gaali dena ya us ka mazaaq udaana ghalat baat hai. is liye keh asal maqsad baat ko aik doosre se samjhna ya aik doosre ko samjhaana hota hai. ladayee jhagda nahin.

regards and all the best.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
Quran says Jews and Christians corrupted their holy scriptures. For two thousand years Ishaq was the one that was sacrificed. When prophet Muhammad came it was suddenly Ismael that was sacrificed. Who did this tampering with original holy scripture?
azeezam arifkarim sb, agar aap haq ke mutalaashi hen to aap ko chahiye keh agar aap munaasib samjhen to mere diye ge links ko ghor se paden. bahot si baaten aap ke liye khud bakhud saaf ho jaayen gi. is baat ko jaanen keh aaj is duniya main siwaaye quraan ke aur koi khudayee kitaab mojood nahin hai. baaqi sab kitaaben logoon ki apni likhi hui hen khudaa ke mutaliq aur logoon ki kitaaben agarche aham hen magar un main ghalatiyan ho sakti hen aur hoti bhi hen lihaaza un ko bunyaad hi nahin banaaya jaa sakta. main ne links main bahot si baatun ko tafseel se samjhaane ki koshish ki hai. For better understanding of deen of islam from the quran see HERE, HERE, HERE and HERE.

regards and all the best.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
The place where Ishaq was sacrificed is called foundation stone, it is the most holy site in Judaism. For them this is Haq Sach

azeezam arif karim sb, sab se pehle aap sach ka criterion dekhen kia hai ya kia ho sakta hai us ke baad aap khud faisla karen kia fil haqeeqat sach ho sakta hai aur kia nahin. kissi thos pemaane ke baghair aisa maloom kerna mumkin hi nahin hai. main ne woh criterion sab ke saamne rakh diya hai aap bhi us ki roshni main baat karen ya apna usse behtar pemaana saamne laayen. yaad rakhen bebunyaad baatun per baaten kerna waqt zaaya kerna hota hai.

regards and all the best.
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
ہر مذہب یا دین اپنے طور پر حق سچ پر کھڑا ہے۔

azeezam arifkarim sb, ye to koi munasib pemaana na huwa jisse ham kissi faislakun nuqte per pohnch saken keh sach kia hai. agar aap meri posts ko padhen ge to aap ko maloom ho jaaye ga criteion kia hota hai ya kia ho sakta hai. us ke baad aap sab kitaabun ko us tanaazur main dekh len phir dekhen kon si kitaab us per poori uterti hai aur kon si nahin aur aisa hai kyun.

regards and all the best.
 

arifkarim

Prime Minister (20k+ posts)
aap ko maloom ho jaaye ga criteion kia hota hai
آپ نے حق سچ کا پیمانہ اسلام رکھا ہے تو اس کے مطابق اسلام ہی درست دین و مذہب ٹھہرے گا۔ دیگر مذاہب و ادیان کے ماننے والوں کا حق سچ کا پیمانہ الگ ہے اور اس حساب سے ان کا دین و مذہب ٹھیک ہے
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
آپ نے حق سچ کا پیمانہ اسلام رکھا ہے تو اس کے مطابق اسلام ہی درست دین و مذہب ٹھہرے گا۔ دیگر مذاہب و ادیان کے ماننے والوں کا حق سچ کا پیمانہ الگ ہے اور اس حساب سے ان کا دین و مذہب ٹھیک ہے

azeezam arif akreem sb, main ne aap ko links de diye hen phir kyun aap ghalat baatun per israar ker rahen hen? sachayee ka criterion quraan nahin belkeh woh baaten hen jo main aap ko pehle bhi kissi had tak samjhaa chuka hun. shaayad aap ne un ko bhi padhna gawaara nahin kiya. main itna hi kahoon ga keh aap koshish ker ke apna waqt nikaaliye aur meri posts ko padhiye phir baat kijiye. main aap ko bataa chuka hun hamaare ilm seekhne ke kon kon se zaraaye hen aur woh kaise aik doosre ke saath fit hote hen waghera waghera. lihaaza agar aap ko sach jaanana hi hai to phir takleef to aap ko uthaani hi ho gi warna aap ka waqt zaaya ho ga idhar udhar ki baatun main.

regards and all the best.
 

Ruy Lopez

New Member
Have a very close Rabbi friend & he also claims the same, but for me as a devout Muslim my Emaan is on Quran rather than on a claim by anybody else.
I would NOT want to go further on this subject... for me its non debatable.
Hope you will honor my feelings and my sentiments.
Thank you for your understanding.
Majority sahabas including Hazrat Umar and Ali and most early islamic scholars believed it was Ishaq not Ismail that was zabihullah.
 
Last edited: