جو گھر کو نہیں سنبھال سکا وو حاجیوں کو کیسے سنبھالے گا - حجاج عمران خان اور نور الحق قادری پر برس پڑے

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

azeezam tarzanafaridi sb, aap pakistan ke logoon ko kyun aisi behsoon main uljhaa rahe hen jin se qowm ko bachna chahiye? deene islam ka pooja paat se koi taaluq nahin hai. islam deen hai mazhab nahin.

logon ko apne aqeedun aur amal ki sirf aik munaasib had tak ijaazat di jaa sakti hai khuli ijaazat nahin warna mazhabi aqeede aur amaal ke log hukoomaten hi chalaane nahin den ge.

pakistan ka aaj ka masla india ka kashmir per zabardasti qabza hai. agar aap ko deeno mazhab per behs karni hai to aik thread banaaiye aur mujhe wahaan invite kijiye.

agar mulk ke halaat drust hun to baaqi ghair zaroori baatun per bhi tawajo di jaa sakti hai magar aaj kal mulk ko hangaami soortehaal ka saamna hai. ye soortehaal zahir hai is hukoomat ki peda karda nahin hai.

pakistan ki mojooda haalat ki zimmadari ziyaadatar pichhli hakoomatoon per hai. is hakoomat ko abhi sambalne main waqt lage ga. logoon ka kaam hai hakoomat ko mufeed mashware den jin se mulk sambal sake.

regards and all the best.
 

Will_Bite

Prime Minister (20k+ posts)
A normal person performs hajj once in a lifetime...and does everythign to 'protect' it for as long as possible.
Yeh pehli dafa dekha kay kay record time mein yeh log apna hajj gol kar raahay hain siyasi batein kar kay
 

Admiral

Chief Minister (5k+ posts)
sharm ker kutey hajion ko galian detey ho

حج کرنے گیا ہے تو حج کرے
حاجی، حج پر جا کر یہ نہیں کہتا کہ فلانا گھر نہیں چلا رہا، فلانا کی بیوی نہیں ٹکتی
وہاں جا کر بھی اپنی گندی عادتوں سے باز نہیں آتے لوگ
 

Gujjar1

Minister (2k+ posts)
in k liye zardari theek tha jis ney arafat k maidan main in ko khulla chorh diya tha ye na shukrey hain.
 

Saboo

Prime Minister (20k+ posts)
لعنت ایسے حج کرنے والی پٹواری نما مخلوق پر جو االلہ کی عبادت کی بجائے آجکل حج کے نام پر آسائشیں ۔ ایئرکنڈیشن ۔ آرام دہ اکاموڈییشن
میں سونے کیلئے نرم گدے ڈھونڈتے ھیں ۔
اگرچہ وھاں اتنی سہولتیں بغیر کچھ خرچہ کیئے دستیاب ھیں ۔ جو ھزار برائیوں کے باوجود سعودی حکومت کی مرہون منت ھیں
ان کو شائد اندازہ نہیں پرانے وقت میں کتنے مشکل حالات میں حاجیوں کیلئے سہولت ناچنے کے برابر بھی لوگ حج کرکےکتنے خوش ھوتے تھے۔ کیونکہ ان کیلئے عبادت اھم تھی نہ کی 4 یا 5 سٹار ھولی ڈے ٹور۔
پٹواری پٹواری ہی رہتا ہے؟ مکہ ہو یا مدینہ
 

AEngineer

Councller (250+ posts)
There are people from 56 different Muslim countries, each have their own Food Taste. It is not always possible to arrange Pakistani food there.
 

intekhab

Chief Minister (5k+ posts)