Thek kaha, Woh kehtay hai na k "Bad say Badnaam bura". Pakistan ka image recent past main kuch acha nahi tah, lakin ab India k liye Pakistan ko badnaam karna itna asaan nahi raha jitna maazi main tah. Q k India khud expose hota ja raha hai dunia main.