* ایک دفعہ دو منٹ 44 سیکنڈ کی ویڈیو نے ہلا کہ رکھ دیا *

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)

quraan ko is ke maqsad ke liye padho waise padhne se is ke faaide haasil nahin ho sakte warna aaj ummat ki ye haalat na hoti jo hamaare saamne hai. kitni sadyun se log quraan ko bila is ka maqsad samjhe padhte aa rahe hen, kia haasil kiya aise logoon ne aaj tak?
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
behtar hai log youtube per video share karen jahaan her aik ko in tak rasayee haasil ho sake. jo website ziyaada tar private groups ke liye hoti hen un main deegar log un videos ko dekh hi nahin sakte jo her aik ke liye hote hen.
 

نادان

Prime Minister (20k+ posts)

quraan ko is ke maqsad ke liye padho waise padhne se is ke faaide haasil nahin ho sakte warna aaj ummat ki ye haalat na hoti jo hamaare saamne hai. kitni sadyun se log quraan ko bila is ka maqsad samjhe padhte aa rahe hen, kia haasil kiya aise logoon ne aaj tak?
کیا اچھائی ہے ..کیا برائی ہے ..یہ الله نے ہم سب کے اندر بائی ڈیفالٹ رکھی ہے ..قرآن اس سے آگے کی چیز ہے محض یہ نہیں ہے
 

Wake up Pak

Prime Minister (20k+ posts)
Problem is that we as a Muslim never tried to understand what the core message of the glorious Quran is?
We blindly believe what we have brought up with and what the mullah of our liking is propagating.
People laugh at us that how can you read a book without understanding it?
We need to ask ourselves a question about when was the last time we have read the Quran with a good translation?
 

Mughal1

Chief Minister (5k+ posts)
کیا اچھائی ہے ..کیا برائی ہے ..یہ الله نے ہم سب کے اندر بائی ڈیفالٹ رکھی ہے ..قرآن اس سے آگے کی چیز ہے محض یہ نہیں ہے

azeezi nadaan sb, aisa nahin hai. agar aisa hota to insaanu main aisi baatun per ikhtilafaat hote hi nahin. kia sach hai aur kia jhoot ya kia achha hai aur kia bura is ke liye standard ya mayaar ya pemaana darkaar hai. issi liye ham ko khudaa ki rahnumayee ki zaroorat hai.

aap ne aksar suna ho ga zameer ki awaaz sach kehti hai magar ye bhi issi liye drust baat nahin hai.

drust baat sirf aur sirf ye hai keh insaan khudaa ke muqarar karda pemaane ka motaaj hai jis ke mutaabiq kisi baat ko sach ya drust maane.

isayee paighambere khudaa isaa ko khudaa ka beta maante hen musalmaan aur yahoodi is baat ko ghalat aur jhoot maante hen. hindu gaaye ka ghost khaana ghalat maante hen magar musalmaan gaaye ka ghost shoq se khaate hen. agar insaan ke andar ye pehchaan rakhi gayee hai to phir aisa kyun hai?

yahee maamla zameer ka bhi hai keh jis society se koi aata hai us ke apne apne sach aur jhoot hote hen aur drust aur ghalat bhi. issi liye jab aik musalaam soowar ka ghost khaata hai ya sharaab peta hai to us ko us ka zameer malaamat kerta hai magar isahee log shoq se soowar ka ghost khaate hen. un ka zameer un ko malaamat kyun nahin kerta?

issi liye mera ghamidi sb se bhi un ki kayee baatun per ikhtilaaf hai. aisi baatun se quraan yani waheehe khudaa wandi ki ehmiyat aur hesiyat per shakht harf aata hai.

ham cheezun ko judge kerne ki ehliyat rakhte hen agar is slahiyat ko develop ker len to magar kis mayaar ya pemaane ke mutaabiq? issi liye ham ko quraan ki zaroorat hai aur us ko theek tarh se samajhne ki.

umeed hai aap meri baat per ghor karen gi aur main umeed kerta hun meri baat aap ko buri nahin lage gi.

regards and all the best.
 
Last edited:

Qalumkar

Senator (1k+ posts)
حقیقت تو یہی ہے کے نام نہادمسلمانوں نے قرآن کو چھوڑ دیا ہے۔ اس فورم کو ہی دیکھ لیں۔ نام تو اسلامک کارنر رکھا ہے لیکن تمام کی تمام کلپ میں یہی بتایا جا تا ہے کے فلاں راہی ملّا نے یہ فرمایا اور فلاں راہی ملّا المتوفی فلاں ہجری نے یہ فرمایا۔ انٹرنیشنل نمبرنگ کے مطابق فلاں بابے نے یہ فرمایا اور فلاں بابے نے وہ فرمایا۔ قرآن کی آیت پیش کرنا تو دور کی بات ہے اگر کوئی قرآن کا ذکر بھی کردے تو طوفان آ جاتا ہے۔ کوئی کافر کا فتوا لے آتا ہے کوئی پرویزی کی سند پیش کرتا ہے۔ جب اس طرح کی ویڈیو پیش کی جاتی ہے تو فتوا دینے والے سب سے پہلے لائق کرتے ہیں۔
 

نادان

Prime Minister (20k+ posts)
azeezi nadaan sb, aisa nahin hai. agar aisa hota to insaanu main aisi baatun per ikhtilafaat hote hi nahin. kia sach hai aur kia jhoot ya kia achha hai aur kia bura is ke liye standard ya mayaar ya pemaana darkaar hai. issi liye ham ko khudaa ki rahnumayee ki zaroorat hai.

aap ne aksar suna ho ga zameer ki awaaz sach kehti hai magar ye bhi issi liye drust baat nahin hai.

drust baat sirf aur sirf ye hai keh insaan khudaa ke muqarar karda pemaane ka motaaj hai jis ke mutaabiq kisi baat ko sach ya drust maane.

isayee paighambere khudaa isaa ko khudaa ka beta maante hen musalmaan aur yahoodi is baat ko ghalat aur jhoot maante hen. hindu gaaye ka ghost khaana ghalat maante hen magar musalmaan gaaye ka ghost shoq se khaate hen. agar insaan ke andar ye pehchaan rakhi gayee hai to phir aisa kyun hai?

yahee maamla zameer ka bhi hai keh jis society se koi aata hai us ke apne apne sach aur jhoot hote hen aur drust aur ghalat bhi. issi liye jab aik musalaam soowar ka ghost khaata hai ya sharaab peta hai to us ko us ka zameer malaamat kerta hai magar isahee log shoq se soowar ka ghost khaate hen. un ka zameer un ko malaamat kyun nahin kerta?

issi liye mera ghamidi sb se bhi un ki kayee baatun per ikhtilaaf hai. aisi baatun se quraan yani waheehe khudaa wandi ki ehmiyat aur hesiyat per shakht harf aata hai.

ham cheezun ko judge kerne ki ehliyat rakhte hen agar is slahiyat ko develop ker len to magar kis mayaar ya pemaane ke mutaabiq? issi liye ham ko quraan ki zaroorat hai aur us ko theek tarh se samajhne ki.

umeed hai aap meri baat per ghor karen gi aur main umeed kerta hun meri baat aap ko buri nahin lage gi.

regards and all the best.


پہلے تو میرا شکریہ ادا کریں ..ہجے کر کر کے پوری پوسٹ پڑھی ..رومن پڑھنی سزا لگتی ہے ..آپ اردو فونٹ کیوں نہیں استعمال کرتے .
اب آتے ہیں آپ کے اٹھائے سوال ..میں ابھی بھی اپنی اس بات پر قائم ہوں کہ الله نے انسان کی فطرت میں اچھائی اور برائی کو سمجھنے کی صلاحیت رکھی ہے کسی سے بھی پوچھ لیں ..چاہے تو نواز شریف سے ہی پوچھ لیں ..وہ بھی چوری کو برا کہے گا ..قتل کو انسانیت کا قتل ہی کہے گا ..لیکن کیا ایسا سمجھنے اور جاننے کے با وجود کیا وہ چوری ، کرپشن .، جھوٹ . سے باز آیا ...نہیں نا ..جاننا الگ بات ہے ..عمل کرنا الگ ہے ..
الله نے نبی اس لئے بھیجے کہ وہ ان کے ذریعے بتائے کہ اس کائنات کا اصل مالک / خالق کون ہے ..وہ کون ہے جس کی عبادت آپ پر فرض ہے ..وہ آپ سے ایک ڈیمانڈ کرتا ہے کہ صرف اور صرف ایک ہی الله کو مانو ..اس کا کوئی شریک نہ ٹھہراؤ ..تبھی سب سے بڑے اور معافی کے نا قابل گناہوں میں سے شرک اول نمبر پر ہے .اس کے بعد قتل اور زنا جیسے جرائم ہیں
ہم کو پیدا کرنے والے نے ہم سے جو مزید ڈیمانڈ کی ہیں ..ایک اس کے اپنے حوالے سے ہیں اور دوسری ..مخلوق کے حوالے سے ..
اپنے حوالے سے ہم پر نماز ، روزہ ، حسب استطاعت حج وغیرہ فرض کر دیئے گئے ہیں .
اور مخلوق کے حوالے سے حسن سلوک .. کسی کا حق نہ مارنا .وغیرہ وغیرہ
الله نے یہ دنیا امتحان گاہ کے طور پر بنائی ہے ..نیکی بدی کی پہچان ہماری فطرت میں رکھ دی گئی ..تاکہ بندہ یہ بہانہ نہ بنا سکے کہ مجھے معلوم نہیں تھا ..اس کے بعد ہمارا امتحاں شروع ہوتا ہے ..نیک عمل کئے تو جنت ..برا کیا تو جہنم تیار رکھی ہے ..لیکن پہلی شرط وہی ہے الله کو واحد ماننا ..اس کا کسی کو شریک نہ ٹہرانا .
دنیا کی ابتدا سے الله نے نبی اور رسول بھیجے ہیں.اختلاف ان کی امتوں نے کیا ہے .اور ان اختلافات کا فیصلہ حسب وعدہ الله روز حشر کر دے گا
لمبا موضوع ہے ..باقی پھر سہی