Janab ziada bakwas krnay ki zaroorat nahi ha, fact yeh ha Pakistani Quom Chootiya ha "yes" chay ha, agar inko aqal hoti to yeh in haramiyon ko vote na daitay! per Hum Pakistanion ko apnay chotay chotay mafadat azeez hain, mulk k liyeh khuch time sakhti hum bardasht nahi kr saktay, hamain har chez free chahiyeh Govt. say tab hum samjhain gy k Govt. sahi kam kr rahi ha! Khan Sahab kia karain?? Phansi charh jaein??? phir dodh ki nehrain beh jaiengi??? har adara haram khor ha, har jaga resistence ka samna ha, Adaltain haramkhor, Election Commission MC ha, Civil Servents ek number k harami hain, kon ha jo IK ko support kr raha ho k system kisi tarah thek ho jai, koi ek single idara bhi nahi, yahan baith k badchodian krna aasan ha jesay k aap kr rahay hain per asal haqaiq py bhi nazar rakhain k maslay kitnay hain ! PTI ka supporter honay ka yeh to matlab nahi ha k hum kahen k bs 3 saal main khuch nahi hua to ab Zardari ya Nawaz behtar option hain Imran Khan say unko wapis musalat krlain??