پٹرولیم مصنوعات کی قیمتیں 30روپے تک کم ہونی چاہیے-اسحاق ڈار کی تنقید

Thunderstorm

Senator (1k+ posts)
pichli govt mein dollar ki price low ti . ab dollar above 160 rupees ha
Ji to Dollar ka rate kisne barhaaya hai? Abdul Hafeez Sheikh aur Reza Baqir jaise namoonon aur World Bank aur IMF k representatives k haathon me mulk ki economy denge to dollar to ooper jana hi hai. Dollar ka rate barhne k bawajud 35 USD per barrel aur 23 USD per Barrel me kaafi farq aajata hai. 12 USD per barrel ka gap aaraha hai wo 12 USD aap dollar k rate high hone me adjust krskte hain.
 

Thunderstorm

Senator (1k+ posts)
پچیس ڈالر فی بیرل پیٹرول لے کر سو روپے لیٹر میں بیچ رہی ہے حکومت کوئی شرم ہوتی ہے کوئی حیا ہوتی ہے
Ji inki govt hai isiliye araam se hosla krke bethe hain aur justify bhi krte phir rahe hain agar kisi aur ki govt me aisa horaha hota to Asad Umar calculator leke aajata k itne ka petrol hona chaahiye tha.
 

Awan S

Chief Minister (5k+ posts)
pichli govt mein dollar ki price low ti . ab dollar above 160 rupees ha
پیٹرول باہر سے روپے میں نہیں ڈالر میں خریدتے ہیں اس لئے اس کا روپے سے تحعلق نہیں - روپے دے کر نا امپورٹ میں سامان ملتا ہے نہ تیل - آپ اپنے روپے سے ڈالر نہیں خرید سکتے یہ الگ نظام ہے اسلئے پیٹرول کی قیمت پوری دنیا میں ڈالر کی قیمت سے لنک ہوتی ہے آپ کی کرنسی سے نہیں -
 

Diesel

Chief Minister (5k+ posts)
Ji to Dollar ka rate kisne barhaaya hai? Abdul Hafeez Sheikh aur Reza Baqir jaise namoonon aur World Bank aur IMF k representatives k haathon me mulk ki economy denge to dollar to ooper jana hi hai. Dollar ka rate barhne k bawajud 35 USD per barrel aur 23 USD per Barrel me kaafi farq aajata hai. 12 USD per barrel ka gap aaraha hai wo 12 USD aap dollar k rate high hone me adjust krskte hain.
dollar ki price ko artificial low rakne ke liye mr.dollar na billion of dollars ponk diye
 

Awan S

Chief Minister (5k+ posts)
Yeh Baat Pakistan aa kar karo,

Yeh baghairat Pakistan sirf hakumat karnay atay hain, jaisay hi hakumat gaye yeh bhi apnay apnay mulk wapis gaye.
پاکستان آ کر یہ بات سچی ہو جائے گی ؟ سوال یہی ہے پچیس ڈالر فی بیرل یہنی ایک سو آٹھ لیٹر لے کر سو روپے میں کیوں بیچا جا رہا ہے ؟ اتنا بڑا منافع عوام کا خون نچوڑ کر کیوں ؟