Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
Bangladaish ham say toot jata hai
Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
balochi bhayon ko marna yaad aata hai
Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
ye ghar main baith jaatay hai america yaadata hai
Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
ye ultay pawn murtay hain yehi in ka irada hai
Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
ye club main baitay hotay hai, or jaam chulkta jata hai
Kasam us waqt ki jab waqt in ko azmata hai
india dhumkian daita hai, geo philms dikhata hai
magar is baar MQM bilkul na bolay gi
unhain guzra zamana bohat ziada yaad aata hai
nahi hai tera kaam masjid main na deen say
tou pakistani general hai basaira ker america kay clubon main
kmaabbasi saab, ye un ko azmaane ka nateeja nahi. balke apke ghalt vote cast karne ka nateeja he.
In ko azmaya he, tabhi to hum bharat ki ankho me ankhe me daal ke dekh sakte hein. Ye har raat humari sarhado pe, fizao me, or samundaro me raakhi karte hein. jab waqt ata he to gumnam sipahio ki tarha jaan de kar is matti me mil jate hein.
balochistan me tumhare balochi bhai hein jo apni exile governement Tel Aviv me bana kar bathe hein. Tumhare bhai hein jo RAW se maal bator kar mulk ki energy resources ko nuqsan pohncha rahe hein. Tajik or Uzbek jo Northern Alliance ke isharo pe humare mulk me ghuss kar humare hi shehrion pe tashaddud kar rahe hein.
Bangladesh ki baat karte ho? 30.000 bharti fouji jhanam wasal kye inho ne east Pakistan ki jang me.
Wo to tumhare vote le kar aya tha bhutto jis ne naara mara "idhar hum udhar tum" jiss ne bangalio me ek tasawur peda kya ke hum ek nahi.
Wo tumari elected democratic hukoomat thi jiss ne is dar se ke bangali chonke majority me he, kahi west and east Pakistan dono me hukoomat na bana le. Ye tumhari nasli tasub parasti thi jiss ne banaglio ko is qoum ki majority hone ke bawujood hukoomat banane ka haq nahi dya. Baat karte ho.
Tareekh ka kuch mutalea kar ke agli bar koi nazam likhna.
'Typhoon' brother you are very right.
In sub politicians ne hamesha kursi ki siasat ki he.
Sub se baRa mujram bhutto tha jis ne pakistani qaum ko takseem kia socialism ka nara de kar.isse pehle sub pakistani huwa karte the lekin phir log socialism,commonism,sindhi,punjabi,bangali waghaira meN taqseem ho gaey aur aaj tak dobaara aik qaum nahiN ban sake.
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)