sadma tu marvi ko hona chahiay hai na join karnay ka....agar aaj PTI main hoti tu jitni kherat daitay hain muslims....is ki paintings 1000000 pounds main bik jani thin.....haha...wesay sadma kis cheez ka janab?is ne kya 1 crore members jadu se 2 crore kar denay thay?or mujhay pmln ki khushi ka raaz b bta dain is ko paa k?haha













...
