
ADVERTISING
Last edited by indigo; 04-Aug-2012 at 02:29 PM.

pehlay apnay fake accounts ka fitna ka jawab to do...
jawab tumhay yaha mil jaye gae..
http://www.youtube.com/watch?v=WS0oYUCq23g
apni marzi se jis hadees ko chao zaief keh do aur phir apnay liye haram cheez bhi halal kar do,is hi tarah ki harkatein yahodion ney bhi ki thi phir dekho ALLAH ne un ka kia haal kiya.ghamdi fitnay ney sood(riba) denay ko halal keh diya ,is se bari kia aur kia nishani ho gi k ye fitna hai.jab salon se sab ko is baat pe ettefaak hai k SOOD lena aur dena haram hai aur sood k kaam main kisi kism ki mawvanat karna bhi haram hai.

Apni marzi kab krdi kon sa woh Hadith ka scholor hai jis nay in hadithso ko authentic kaha hai..... Jab me kaho hadith ka scholor to phir us ki reserch share kro.. tumhae Ibn Hazm, Imam Ghazali, Abu Bakr in sab ki tafseel research mil jaye gi.. in sab ne myusic se related tamman hadees ko zaheef or fabricated kaha hai... inkay mutabic in hadith ka ek bhi lafz authentic nahi hai...
or sood dene ki baat ki... to pehli baat jis ka bohat wazan hai ghamidi sahib kay haq me woh yeh hay kay Quran me ek bhi jaga Hadith dene walay ko kuch bura nahi kaha...
ab yeh ek point hai esay ignore mat krna.. phir ek do hadith kay ilawa ki or dosri hadith me sood dene walay ko bura nahi kaha gya, yeh bhi ek bohat bara point hai..
note kiya jaye kay sood ka nizam ek diffrent tariqay say arab kay mashray me munazim tha, yani sood khanay wal hud logo kay paas nahi jata tha balkay apnay agents rakhay hotay thay jo usay sood la kr dete thay...
lekin woh jin hadith ka zikar kiya jata jis me sood dene walay ka zikar hay... us say murad Sood Khanay walay kay woh saathi hai jo usay sood la kr dete hain....
Last edited by paki-muslim; 04-Aug-2012 at 09:01 PM.

tumhay senkro ki tadaad me woh sahih hadith mi jayengi jo tumhae sirf sood khana se rokayngi, tum ek ya do hadith se apna mukadma nahi bana saktay jabkay mene tumhay bata diya hai kay lafz moqal sood khanay walay kay agendo kay liya istamaal kiya gaya hai... meriakal pe afsoos ata ha lekin me kamskam fake accounts to nahi banata or na hi jab jawab na milay to fitnay ka thapa yah phir misguided ka thapa to kisi par nahi lagata naa...

Konsa mukadmaa?
Ghamidi kiya agar koi baat sach kaha ga facts kay saath kahay mujhay samjh aaye gi to kisi Qadiyani, Pervez, Qadri, Sir Syed, Israr Ahmed ki baat bhi maan lunga..... Or Allah tala to logo kay dilo ki batay janta hai.. woh sab ki niyato ko samjhta hai...
Qadiyani aur pervezi FITNA ko follow kar k tumain kiyamat main JAHANUM k ilawa kuch nahi milay ga.
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)