@Waseem yaar aap log shosha chor kar ghayab ho jatay ho ! aik dafa pehlay bhi thread start huwa the president choose kernay kay liye !
Ham aisay sada dilon ko woh dost ho kay khuda
Sabhi nay wada-e-farda pay taal rakha hay
@BuTurabi Aap ko is liye nominate nahin kiya kay aap jaisy khoobsoorat aur dilkash likhari ko moderatorship ki bhaint nahin charhana chahta. Isi liye @wadaich ko nominate kiya hay










.. meri maanain to aap hi muje recommend kr dain ain nawazish ho gi


