khilafat only system is lia hay kion kay is kay tamman qanoon Allah kay banay hoy hain.. to is say ye
baat to thik hay kay is may koi galati ki gunjish nahi hay.
Muhammad(

) ki hadees hay kay meray baad khilafat 30 saal rahay gi phir zalim badshah hoon gay
quran may aata hay isi tarhan Allah in ayam wo badalta hay yani kabhi haq aur kabhi batil.
Isi lia agar wo sirif 4 khalifa tak hi rahi to is may Allah ki hikmat hay.. kisi bhi nabi ki ummat
zyada arsa nahi rahi phir doosra nabi aaya aur ya silsila challa abb koi nabi nahi aay ga isi lia
abb ya hamara kaam hay kay Allah ka nizam nafiz hoo.
Agar democracy may jaisay kay hum deikh rahay hain rooz assembly may apni pasand ka kanoon banta hay
ya cheez khilafat may nahi hay .. qanoon ban chooka hay tarmim ki gunjaish nahi hay..
abb agar zardari bhi khalifa banta hay to wo bhi qazi ko jawab day hay.. is may gunjish nahi hay
buchnay ki.
khalifa ko choona ka tariqa bhi wo hi hay loog vote kareen aur select kareen..
likin khalifa sirif Allah kay qanoon ko implement karay ga agar koi issue hay apas ka ikhtilaf
to khalifa ka faisla mana jay ga aur agar khalifa Allah ki sharit kay khilaf faisla day ga to
qazi ka pass jaya jay ga...
shora bhi hoo gi jaisay paliment hay.. un ki ray bhi sunni aur manni jay gi..
pura topic hay behtar hay detail study kareen phir hi samajh aay ga....

Originally Posted by
Kavalier
1 sawal hay kay phir konsa system hona chayey? Do not give me a one word answer, "khilafat" because I want to know that how khalifa will be chosen when ppl in Pakistan cant even choose a unanimous Imam Masjid...... We have also noted how in history, election of Khilafah hadmadehuge wars between Sahabah and later the same khiafah turned into monarchy.....