Es mein shak wali koi baat nahin.....i'm sorry to say
swing liked this post
frenes liked this post
@billo786
why u have a avatar of molana fazul rehman?
are u follower?
aamirksa liked this post
or jo larkian makeup ker ka mugh ko bawakoof banati hain wo kis category main ata ha?![]()
ham shru se tu aisay na thay, kuchh tu aalami satah par hamaray qaumi zawaal ne infiraadi kamzoriyun ko janam dya, society mein insaaf ka chalan na raha tu har kisi ko adam-tahaffuz k ehsaas ne gher lia, chunancheh zyada maal, zyada security aur zyada taraqqi ki fikar mein lag gaye.aksariyyat k paas taraqqi k zaroori wasael yani taleem, sarmaya aur rahnumaai naheen thi, so unhun ne dusarun ko neechay giranay aur hewani andaz mein ghatya si harkatein apna lenay ko hi kamyaabi samajh lia.yeh phal farush is liay fruit rang rahy hain keh khareedar ki tarjeeh quality naheen, rang hai aur hamara wateera bhi zimmadari ka nai, rang baazi ka hai. Kya ham 60 saalon se musalsal rang baaz rehnumaaon ko tarjeeh nai detay aa rahay ? yehi phal khaao aur hospital jaao, yehi leader phir aazmaao aur baaqi mulk k totay karwao. Zalzalay, sailaab aur Pakistani Taaliban hamein jaganay mein buri tarah nakaam huay. Qaum "dil pishauri" mizaaj ki ho gai hai, zarda pakna chahiyay, khawah amman k marnay par hi kyun na pakay.
hm intehaye bay iman, intehaye gatia qoom hy.![]()
baat to sach hai magar baat hai ruswayee ki .
aamirksa liked this post
Mircho main Rang
Ab Phlo pr Rang
Ghost main Pani
Dodh main Pani
Ghee main Moom
Murda janwar
Adviyat main jailsazi
Naap tool main kami
n list gosssssssssss onnnnnnnnnn
Ab b pochty ho k kiya hum ,,,,,,,,,,,,? bholy badsha
swing thanked for this post
hum badddeeyanat qaom hain...............there is no doubt in it.
BuTurabi liked this post
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)