Pakistan ka behtareen nojawan apni salahyatain kahan zaya kar raha hai, agar hamari hakomat inhain mawakay daiti tu aaj yeh tameerati kaam main apna zehan istimaal kar rahay hotay
wadaich thanked for this post
Yeh PTI k workers hain kiyun k lahore imran khan ka hai aur youth imran khan k sath hai. shame on these PTI workers mujhay to pehlay hi pata tha k yeh saray PTI ka naam badnaam karaingay. Credit card chor
@itsnotme90 tou bara ho kar gunah chor day ga.........magar aap nay aitraaf jurm kion kar liya hay...........hein ji.
jao payaray school ka time ho gaya hay ... aur kuch akal ki baat bhi seekh ker ana sirf khailtay hi na rehna..
There are currently 1 users browsing this thread. (0 members and 1 guests)