LOL!!!! Of course NS nay to Siachen jaana he thha kyunkay woh to khud establishment ka test tube baby hay. (i hope aap ko history yaad ho gi).
Aap ko dukh nahi lekin afsoos zaroor ho ga kay Musharraf ki so called beti aur us ka bhai aaj NS kay saath hain.
Main to aap ko pehlay he keh raha houn kay aap Musharraf ko he party main rukh lain family poori ho jaaye gi.










....... dry clean unit waqay band ho gaya he ???? 


